Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar Husain (1977)
HomeShankar Husain (1977)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooooooooo ooooooo oooooo ooooo oooo ooooo hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmmm hmmmmmm hmmmmmm aap yun faaslon se guzrte rahe aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aahton ke andhere chamakte rahe raat aati rahi raat jaati rahi aap yun hoooo ooooo hmmm hmmmm hmmm hmmmm gungunaati rahi meri tanhaaiyaan door bajti rahi kitni shehnaaiyan zindagi zindagi ko bulaati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun katra katra pighalta raha aasmaan katra katra pighalta raha aasmaan ruhon ki waadiyon mein naa jaane kahaan ik nadi ik nadi dilruba ki gaati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun aaaap ki garam baahon mein kho jaayenge aaaap ki naram zaanon pe so jaayenge so jaayenge muddaton raat needen churati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun aap yun
apne aap raaton mein chilmane sarakti hain chaunkte hain darwaze seedhiyan dhadakti hain apne aap apne aaaaaap ek ajnabee aahat aa rahi hai kam kam si jaise dil ke pardon par gir rahi ho shabnam si bin kisi ki yaad aaye dil ke taar hilte hain bin kisi ke khankaaye chudiyaan khanakti hain apne aap apne aaaaaap koi pehle din jaise ghar kisi ke jaata ho jaise khud musafir ko rasta bulata ho paanv jaane kiss jaanib beuthaye uthte hain aur chham chhama chham chham paayalen chhanakti hain apne aap apne aap raaton mein jaane kaun baalon mein ungliyaan pirota hai khelta hai paani se tann badan bhigota hai jaane kiss ke haathon se gaagren chhalakti hain jaane kiss ki baahon se bijliyaan lapakti hain apne aap apne aap raaton mein chilmane sarakti hain chaunkte hain darwaze seedhiyan dhadakti hain apne aap apne aaaaaap
kahin ek maasoom naazuk si ladki bahot khubsurat haaye bahot khubsurat magar saanwali si bahot khubsurat mujhe apne khaabon ki baahon mein paa kar kabhi neend mein muskuraati to hogi ussi neend mein kasmasa kasmasa kar sarhaane se takiye giraati to hogi k
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Yun Faaslon Se Shankar Husain (1977) 04:33 15739
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Malini
Duration : 04:33   Song Number : 15739   

Apne Aap Raaton Mein Shankar Husain (1977) 05:40 14228
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Chanda
Raag- 
Marwa
Duration : 05:40   Song Number : 14228   

Kahin Ek Masoom Naazuk Shankar Husain (1977) 05:37 14227
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kanwaljeet Singh
Raag- 
Marwa
Duration : 05:37   Song Number : 14227